Ghere Lyrics (An Action Hero) – Vivek Hariharan

Ghere Lyrics (An Action Hero) – Vivek Hariharan
Share With Friends

Ghere Lyrics from movie “An Action Hero”: is latest Hindi song sung by Vivek Hariharan, Parag Chhabra featuring Ayushmann Khurrana with music is given by Parag Chhabra while Ghere song lyrics are written by Vayu.

Ghere Lyrics

Bheje Mein Pehle Koi
Dang Dang Wajdi Hai
Hawa Mein Goonjte Hai Rang Kai

Chup Se Pani Mein
Jo Kankad Pad Gaya
Chipi Lakeerein Chal Padi

Arrey Din Kahin Dooba Hai
Hui Kahin Subah Hai
Duniya Chalti Hai Circle Pe

Sar Jo Ye Utha Hai
Garda Hi Macha Hai
Dhadkanon Ki Jaise Halchal Pe

Dard Hi Dawa Hai
Apna Hi Nasha Hai
Jee Le Zindagi Mar Mar Ke

Sabko Main Nacha Ke
Rakh Dunga Hila Ke
Ab Na Rehna Hai Dar Dar Ke

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Hain

Go!

Aasmaan Ke Taare Sare Jhar Gaye
Jugnuon Ne Kari Roshni Hai
Sust The Jo Sale Din Wo Guzar Gaye
Jagi Hai Sansani

Arrey Aag Ne Chua Hai
Uth Raha Dhuan Hai
Lawa Nikla Hai Pathar Hai
Rasta Naya Hai Ab Ban Gaya Hai
Paniyon Se Kat Karke

Samne Jo Aaye Kam Se Wo Jaye
Chote Chal Thoda Bach Karke
Zid Se Hoon Bhara Main
Bijli Sa Gira Main
Badalon Se Aise Fatt Karke

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj

Ghere Hain

Sawere Se Zyada Andhere
Dikhte Hai Chehre Pe
Ghao Bade Gehre
Chattan Toot Jate Hain

Hum To Heere Hain
Koyale Mein Pale Hain
Phir Bhi Jee Rahe Hain
Ladenge To Shan Se Imaan Hai Apna
Ladne Se Darte Nahi Kam Hai Apna
Raat To Hai Ghere Mein Akele Hi Jhelenge
Zaroor Khelenge Time Hai Apna

Arrey Din Kahin Dooba Hai
Hui Kahin Subah Hai
Duniya Chalti Hai Circle Pe
Sar Jo Ye Utha Hai
Garda Hi Macha Hai
Dhadkanon Ki Jaise Halchal Pe

Dard Hi Dawa Hai
Apna Hi Nasha Hai
Jee Le Zindagi Mar Mar Ke

Sabko Main Nacha Ke
Rakh Dunga Hila Ke
Ab Na Rehna Hai Dar Dar Ke

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj

Ghere Hain
Ghere Hain

Share With Friends

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *