Kaise Sarkar Lyrics – Salman Ali

Kaise Sarkar Lyrics – Salman Ali
Share With Friends

Kaise Sarkar कैसे सरकार lyrics by Salman Ali is a Hindi song composed by Paras Nath. Music video directed by Haider Khan starring Myra Sareen, Absar Habib having music label Sufiscore.

Kaise Sarkar Song Credits

Song Title – Kaise Sarkar
Director – Haider Khan
Starring – Myra Sareen, Absar Habib
Music – Paras Nath
Singer – Salman Ali
Music Label – Sufiscore

Kaise Sarkar Song Lyrics in English

Kaise sarkar chale aaye
Garib khane mein
Kaise sarkar chale aaye
Garib khane mein

Ronake hoye tamaam
Kisi viraane mein

Kaise sarkar chale aaye
Garib khane mein

Woh mila bhi to
Zindagi mein
Do ghadi ke liye

Woh mila bhi to
Zindagi mein
Do ghadi ke liye

Naam phir unka
Aaya mere fasane pe

Kaise sarkar chale aaye
Garib khane mein

Saiyaan mora piya ghar aayo
Sawariya piya ghar aayo
Sawariya piya ghar aayo
Piya ghar aayo
Piya more ghar aayo

Saiyaan mora piya ghar aayo
Sawariya piya ghar aayo
Sawariya piya ghar aayo
Piya ghar aayo
Piya more ghar aayo

Apni nazron ko
Jhukaye huye
Hum baithein hain

Apni nazron ko
Jhukaye huye
Hum baithein hain

Woh khafa ho na
Kahin yun
Nazar milane pe

Kaise sarkar chale aaye
Garib khane mein
Kaise sarkar chale aaye
Garib khane mein

Kaise Sarkar Song Lyrics in Hindi

कैसे सरकार चले आये
गरीब खाने में
कैसे सरकार चले आये
गरीब खाने में

रौनके होए तमाम
किसी वीराने में

कैसे सरकार चले आये
गरीब खाने में

वो मिला भी तो
ज़िन्दगी में
दो घड़ी के लिए

वो मिला भी तो
ज़िन्दगी में
दो घड़ी के लिए

नाम फिर उनका
आया मेरे फ़साने पे

कैसे सरकार चले आये
गरीब खाने में

सैयां मोरा पिया घर आयो
सांवरिया पिया घर आयो
सांवरिया पिया घर आयो
पिया घर आयो
पिया मोरे घर आयो

सैयां मोरा पिया घर आयो
सांवरिया पिया घर आयो
सांवरिया पिया घर आयो
पिया घर आयो
पिया मोरे घर आयो

अपनी नज़रों को
झुकाए हुए
हम बैठें हैं

अपनी नज़रों को
झुकाए हुए
हम बैठें हैं

वो खफा हो ना
कहीं यूँ
नज़र मिलाने पे

कैसे सरकार चले आये
गरीब खाने में
कैसे सरकार चले आये
गरीब खाने में

Kaise Sarkar Video

Share With Friends

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *